Monday, February 25, 2013



क्या पता था ,
खामोश पलों के दामन में ये रंग भी आएगा,
इन ऊँची नीची राहों में तू इस तरह साथ निभायेगा,
मुझे पढने की तेरी आदत भी क्या खूब असर कर जाएगी,
झुकी निगाहों में भी मंजिल की राह नज़र आएगी,
कि अब चलो - नज़र न लगे एक दूजे की ,
फिर से इस खामोश पल को रंग दो,
एक कदम और हर एक कदम साथ चलो।

Thursday, November 24, 2011

dil


Paata hai, khush ho jata hai,
Door hota hai, rooth jata hai,
Talaashta hai,
Taraashta hai,
Muskurahat se ruswaiyon ko chippa jata hai,
Jeet ka kashn manana hai isne seekha,
Haar ko sweekar kar rang na oadta feeka,
Itrata hai,
Sharmata hai,
Jaane kitni baatein ye karna chahta hai,
Phir aakhir Dil udaas kabhi kabhi kyun ho jata hai!

Aur ek hi pal me, ek hi saath me – muskura jata hai! 